Tara Rampal — ek fierce army officer, jise apne baap ki jaidad sirf ek shart par mil sakti hai: shaadi! Majboori mein uski mulakaat hoti hai Jeet se — ek sadak chhapar bhikhari jaisa dikhne wala ladka, jo asal mein hai ek billionaire aur political kingmaker! Par Tara ko iss raaz ka pata nahi. Ek jhoothi shaadi, asli jazbaat, aur dushmano ka chakravyuh — iss kahani mein pyaar, politics, aur revenge sab kuch milega! Jab sach samne aayega… kya rahega sirf pyaar ya sab kuch bikhar jaayega?