Mumbai ki sadak par delivery girl Tara ek laachaar buddhe ko bun deti hai. Par kya woh sach mein majboor hai? Pehli mulaqat mein hi woh apne pote Rohan ki shaadi Tara se karwana chahta hai. London se lauta Rohan kya Tara ko apna paayega? Apni sharton par jeene wali Tara anjaan shakhs se shaadi ke liye kyun maan jaayegi? Aur kya Tara Rohan aur us buddhe dadu ka sach jaan paayegi? None