Kahani us yoddha ki jiska ekmatra astra tha uska Paasa. Wo paasa jiski shahayta se usne us yuddh ki neev daali jise Panchve ved tak ki sangya de di gyi. Wo jise hmesha khalnayak ke rup me prastut kiya gya, lekin vastav me wo kaun tha, kyu usne Mahabharath yuddh ki neev rakhi, kyu usne kuru-vansh ka sarvanash karna chaha, janne ke liye sune Shakuni : Paason Ka Maharathi, written by Ashutosh Nadkar.