Kanika ko ek zordaar thappad pada or ek pal me use usi ke ghar se nikaal diya gaya. 18 saal ki kanika shaadi se pahle hi ek sharaabi se pregnent ho gai thi. Uske bachchon ko kisi ne apna naam tak nahin diya. 25 Saal baad vo is ummmed se louti ki shayad uske apne use apna lenge lekin Kanika ke saath dafan the kai raaz... Kya Kanika ki vaapsi Singh Family me bhoochaal le aayegi? Kya Kanika ke bachhchon ko ab unka naam milega?