Ye Bhagwan Malhari ki gatha hai. Jinhone Malla aur Mani jaise asuron ka sanhaar kiya aur manvata ka ant hone se bachaya. Lekin kis bhagwan ka avtar the Malhari? Aur kiske kahne par lena pada unhe ye avtar? Sab janiye is khas show "Malhari : The God Of Destruction" mein.