LTTE and Prabhakaran
Bharat na apne ek kabil politician Rajiv Gandhi ko LTTE or Prabhakaran ke hathon kho diya tha. Par sawal ata hai ki civil war toh Sri Lanka main chal raha tha, aur Prabhakaran ne LTTE ki sathapana Sri Lanka main ki thi, toh aisa kya hua ki bharat ko apna ek neta khona pada? kyon iss civil war main bharat ne apni Indian Army ko Sri Lanka bheja? aur aakhir kiss tarah Sri Lanka main iss khooni ladai ka ant hua,? Aaiye pata lagaate hai iss audiobook se. Agar aapko India after Gandhi jaisi book pasand hai to ye audiobook zaroor sunein. None
- 4.0
- U/A 16+
- फुल बुक्स
- hindi