Aaj ki baghdaud bhari zindagi mein, kabir das ki sadharan lekin gehri baatein hume jeevan ki asli sundarta se roobaru karati hai. Iss audioshow mein, hum kabir ke darshan ko apni jeevan mein kaise utar sakte hai, yeh janenge. Sune aur apne andar ke kabir ko jagaye