Gautam Buddh Aur Unke Updesh
Buddh ne kaha hai ki main tumhe kya sikhaun, satya kabhi sikhaya nahi jaa sakta, satya ko apnaya jata hai. Is audiobook mein Gautam Buddh ke dwara diye gaye wo Updesh hain jise sunkar shayad aapki zindagi badal jaye. Kuch aisi baatein jo hum jaante to hain par use khud par apply kaise karte hain wo nahi jaante. Kya hai Bhagwaan Buddh ke Siddharth se Buddha banne ki kahani?Aur kyun sab chhodkar wo chal pade the Nirwan ki raah par janne ke liye suniye ye Audio Book jiska naam hai "Gautam Buddh Aur Unke Updesh".
- 4.0
- U/A 7+
- फुल बुक्स
- hindi