Badass Jiju
Badass Jiju
28 saal ka Yuvraj apni zindagi se haar chuka tha aur suicide kar liya tha. Lekin hosh mein aane par usne khud ko 8 saal pehle, Vaid Tripathi naam ke ek aadmi ke sharir mein paaya, jo uski ex-girlfriend Snehal ka pati tha. Ab naye roop aur purani yaadon ke saath usse ek aise parivaar ka hissa banna pada jahan uski pehchaan, jazbaat aur niyat sab kuch chhupana zaroori tha. Kya Yuvraj is naye jeevan ko sudhar paaya ya sirf badla lene ke raste par chala? Kya Snehal uski sabse badi taqat bani ya ek aur uljhan? Aur jab raaz khulne ka waqt aaya, to kya Yuvraj apna sach sabke saamne rakh paya?
- 4.0
- 16+
- कहानी
- hindi