Plot:
Aryan ne Vikramaditya ka tilasmi pendant haasil kar liya tha, jiske zariye woh amar ho sakta tha. Lekin uske saathi ne use dhokhe se maar diya. Maut ke bajay Aryan 5 saal pichhe chala gaya, jahan uske paas pehle jaisi divya shaktiyan nahi thi, par kuch bachi-kuchi taaqatein zarur thi. Ab Aryan ne apni saari shaktiyan wapas haasil karne aur use dhokha dene wale har insaan ko sabak sikhane ki thaan li thi. Par kya woh apne is safar mein kaamyab ho paaya? None
Cast & Crew: