Plot:
Rajmata ne apni jaan daav par laga kar chhote yuvaraj Anant ko bachaya, par apni yaaddasht kho di.Kai saalon baad Maharaj ban chuke Anant ne apni maa ki talaash shuru ki, jabki Rajmata mazdoori karti rahi.Ek din use sab yaad aaya, par kisi ne uspar yakeen nahi kiya.Use Maharaj se milne se rokne ke liye har mumkin saazish rachi gayi.Aakhirkar badi jaddo-jahad ke baad maa-bete mile, lekin Rajmata ki takleefein yahin khatam nahi hui, ab use apno se bhi ladna tha.kya is ladhai me sach ki jeet hui? None
Cast & Crew: